HELLO DOSTO KAISE HAI AAP LOG , AASHA KARTA HOON SAB ACCHE HE HONGE , OR AAPKE SAATH SE HAM BHI ACCHE HAI , TO AAJ HAM AAPKO BATANE VALE HAI NEW RECIPE KE BAARE ME , JO BANI HAI ANDE SE YANI INDIAN EGG BHURJI , JO JYADATAR LOGO KO BOHT HE PASAND HOTI HAI INDIA ME , PAR SACH YE HAI KE JYADA TAR LOGO KO BANANI NAHI AATI YE SPICY EGG BHURJI , TO KOI BAAT NAHI AAJ HAM AAPKO HAMARI APNI TARAH KE SPICY RECIPE KE BARE ME BATATE HAI , YAKEEN MANIYE AISE HE BANAYENGE TO BOHT MAJA AAYEGA AAP LOGO KO KHANE ME , OR TASTY BHI BOHT BANEGI TO CALIYE SHURU HO JAIYE ...
INGREDIENTS
1 . ANDA-4(EGG-4)
2 . PYAJ -1(ONION-1)
3 . TAMATAR-1(TOMATO-1)
4 . HARA DHANIYA-4 BADE CAMMACH(FRESH GREEN CORIANDER-4 TBS)
5 . HARI MIRCH-2(GREEN CHILI-2)
6 . HALDI-1/2 CHOTA CAMMACH(TURMERIC-1/2 TSP)
7 . LAL MIRCH-1/2 CHOTA CAMMACH(RED CHILI POWDER-1/2 TSP)
8 . GARAM MASALA-1/3 CHOTA CAMMACH(MIX ALL INDIAN SPICES GARAM MASALA-1/3 TSP)
9 . NAMAK-SWAD ANUSAR(SALT AS PER TASTE)
10 . KALI MIRCH POWDER-1/2 CHOTA CAMMACH(BLACK PEPPER POWDER-1/2 TSP)
11 . MAKKHAN-100 GM(BUTTER-100 GM)
12 . ADRAK LEHSUN PASTE-1 BADA CAMMACH(GINGER GARLIC PASTE-1 TBS)
13 . NIMBU-1 (LEMON-1)
BANANE KI VIDHI
1 . PAHLE HAM PYAJ LENGE TAMATAR LENGE SAATH ME DHANIYA , HARI MIRCH SABKO BARIK KAAT LENGE . .
2 . AB EK BARTAN LENGE USME FIR PAHLE PYAJ DALENGE FIR TAMATAR FIR ADRAK LEHSUN KA PASTE FIR HARI MIRCH THODA SA BHUNENGE .
3 . THODA BHUNTE HE AB ISME LAL MIRCH POWDER , HALDI , GARAM MASALA , NAMAK DALENGE OR KALI MIRCH POWDER OR ACCHE SE MIX KARENGE .
4 . MASALA HALKE SE BHUNTE HE ANDO KO THOD KAR ACCHE SE MIX KARLENGE ISME OR LAGATAR CALATE RAHENGE FIR ANDO KO JAB TAK ACCHE SE PAK NA JAAYE
5 . SAB ACCHE SE PAKTE HE AB UPAR SE THODA OR BUTTER DALENGE OR THODA NIMBU KA RAS OR GARMA GARAM BREAD KO ACCHES SE BUTTER ME SEK KAR GARMA GARAM PAROSENGE ....

0 comments:
Post a Comment
Please Do Not Enter Any Spam Link In The Comment Box .